Thursday, May 7, 2020

Qawwali-M

Haq hai, waah!

Uss pe nazar jab jamm jaati hai::
Phir nahi jacchta koi nazar mei:: 
Jis ne nazar paayi hai oonchi::
Japta ussi ki maala hai::
Dekho Dekho, baat na puchho::
Dekho Dekho, baat na puchho...Dekho dekho...



"Pari paekar nigaare, sarv qadd'e, laala rukhsaare :: Saraap aafat-e-dil bood, shab jaaye ke mun boodam;

Mere banne ki baat na poocho::
Mera banna haryala hai::
Mere Banne Ki Baat Na Poocho::
Chal ke dekho ri sakhi::
Sab main savaaya re ba Bana::
Bann'ri ke liye, kaisa banaya re banna::

Dil buurd az mun diroz shaame Fitna taraaze  :: Mehshar khiraame Roo'e mubeen'ash :: 
Subah e tajalla Lauh'e jabeen'ash :: Maah'e tamaam e Mushki khat'e oo sumbul ba gulshan ::
Laali lab e oo baada ba jaame:: 
Aan taigh'e abroo vaan teer'e mizgaan:: 
Aamada har ik barkat le aame ::
Gaahe ba masti taoos'e ragsaan :: Gaahe ba shokhi aahoo khiraame
Z jism 'e larzaan, larzaan do aalam ::
Waz zulf'e barham, barham nizaame:: Husn'e Yo usuf, dam'e Eesaa yad'e baizaa daari:: 
Umche khubaan hama daarand tau tanha daari:: 
Chashme maste ajabe, zulf daraaze ajabe ::
Mae paraste ajabe,fitna taraaze ajabe:: Saed kardi dil'e aalam, che tamasha kardi:: 
Deeda baaze ajabe, zulf daraaze ajabe:: 
Bul ajab husn'o jamaal'o khad'o khaal'o gesoo:: 
Sarv qadde ajabe, qaamate naaze ajabe::
Bey parda az tajalli'e yazdaan baraamadah::
Bey saaya, saaya-gustare mastaan baraamadah::
Ashob'e dehr, fitna'e dauraan baraamadah::
Nakhl'e gadash ke az chaman'e jaan baraamadah::
Shaakhe gul'e ba soorate insaan baraamadah::
Mere banne ki baat na poocho, mera banna haryaala hai:: 
Khusrave khubaan, sarvare aalaM, taaj'e shafa'at waala hai::
Man mohan bohtaere hi dekhe, aisa tau dekha na bhala::
Banna Dono jagat ko loot ke baitha::
Phir bhi bhola bhaala hai::
Uss pe nazar jab jamm jaati hai::
Phir nahi jacchta koi nazar mei:: 
Jis ne nazar paayi hai oonchi::
Japta ussi ki maala hai::
Husn ke charche uss ke damm se::
Raunaq'e aalam uss ke Qadam se:: Noor ke saanche main qudrat ne::
Uss ko kuch aisa dhaala Hai::
Nabi wali sab uss ke baraati::
Kis main uss ki baat hai aati::
Kaamil mera raj dulaara::
Sab se arfa'o aala hai!

~Written By Fareed Ayaaz

No comments:

Post a Comment