3@"Dao khislatein (aadatein) makhlooq (creation of the God) ki tabahi ka ba'ith (wajah) hoti hain : 1) kisi bhi makhlooq (creation) ka ihtaraam na karna aur 2) Khaliq (the Creator, the God) ke ihsaan ko thukra dena" -Sultanul Arifeen Hazrat Shaykh Bayazeed Bastami R.A. (Waladat: 136 Hijri, Wisaal: 5th Sha'ban, 261 Hijri, Mazar in Bastam, Iran)
2@Ishq je saukhaa hundaa Bahu,
Sab aashiq ban baihnde hoo."
(Love is not child’s play, O Bahu!
If it were, everyone would have become a lover of God)~ Sultan Bahu R.A.
1@"Har Faqeer mei yeh chaar (4) aadaab zaruri hain. Agar yeh nahi hain tao usko aur mittee ko barabar samjho. Aadaab yeh hain : a) chhotaon par raham karna, b)badaon ki izzat karna, c) apne nafs se Insaaf chahna aur d)apne liye Insaaf kol chhor dena " - Shaykh Syed Abul Hasan Ali Bin Abdullah Shazli R.A.(Wisaal in 654 Hijri, Native of Alexandria, Egypt)
No comments:
Post a Comment