Monday, February 26, 2018

Ashaar e Sadi R.A.

*"Agar khwahee naamat boowad dar jahaan :: Makunn neyk naam e buzrugaan e nehaan"- Shaikh Saa'di R.A.(Boostaan)
(Agar tum chaho ke ke dunyan mein naamwar ho jaao :: Tao apne apne buzrugoon ke naamaon ko posheedah na karo( inka khub khub charcha karo)

*"Abr wo baad wo mah wo khursheed wo falak dar kaarand : Taa tu naan e bakaf aari wo baghiflat na khoree :: Hamah az bahr e tu sargashta wo farman bardaar :  Shart e Insaaf na baashad ke tu farmaan naree" (Baadal, hawa, maahtaab, aaftaab aur aasmaan apne kaam mei masroof hain : Taa ke tu rizq mohaiyya karey aur tera khana ghiflat ke saath na ho :: Saari cheezein tere waastey sargardaan aur hukm ke tabey' hain : Yeh khalaaf e insaaf hoga ke tu farmabardar na ho) -Shaykh Sharfuddin Sa'di R.A.

Friday, February 23, 2018

Irshadaat E Aulya R.A.

3@"Dao khislatein (aadatein) makhlooq (creation of the God) ki tabahi ka ba'ith (wajah) hoti hain : 1) kisi bhi makhlooq (creation) ka ihtaraam na karna aur 2) Khaliq (the Creator, the God) ke ihsaan ko thukra dena" -Sultanul Arifeen Hazrat Shaykh  Bayazeed Bastami R.A. (Waladat: 136 Hijri, Wisaal: 5th Sha'ban, 261 Hijri, Mazar in Bastam, Iran)

2@Ishq je saukhaa hundaa Bahu,
Sab aashiq ban baihnde hoo."
(Love is not child’s play, O Bahu!
If it were, everyone would have become a lover of God)~ Sultan Bahu R.A.

1@"Har Faqeer mei yeh chaar (4) aadaab zaruri hain. Agar yeh nahi hain tao usko aur mittee ko barabar samjho. Aadaab yeh hain : a) chhotaon par raham karna, b)badaon ki izzat karna, c) apne nafs se Insaaf chahna aur d)apne liye Insaaf kol chhor dena " - Shaykh Syed Abul Hasan Ali Bin Abdullah Shazli R.A.(Wisaal in 654 Hijri, Native of Alexandria, Egypt)

Thursday, February 22, 2018

Speech-Blood Donation

1@ “Just as the body cannot exist without blood, so the soul needs the matchless and pure strength of faith.” » Mahatma Gandhi

2@The future can be anything we want it to be, providing we have the faith and that we realize that peace, no less than war, required “blood and sweat and tears” » Charles F. Kettering