Aayaat-e-Qur'an
•"Yumenuna Billahe Wo Rasoolohu wo toazzerohu WA toaqqerohu...bukrataun wo aseela"
•IBRLS-Inna Batasha Rabbika La Shadeed
•"Lillahe ma fissamawaate wama fil ard; wo intubdu maa fi-anfosekum au-tukhfuho yuhasebokum behillah; fayaghfiro lemaiyyashao wo yo-azzebo maiyyashao; wallaho ala kulle shaiyin qadeer" (Allah hi ka hai jo kuchh aasmanon mei hai aur jo kuchh zameen mei hai;aur agar tum zahir karo jo kuchh tumhare ji mei hai ya chhupao; Allah tum se uska hisaab lega;tao jise chahega bakhshega aur jise chahega saza dega; aur Allah har cheez par qadir hai"- Al-Baqarah, pg 72
•6:136
•6:142
•6:145
•6:164
•7:23-dua
•7:26-libas 2 hain
•7:27-shaitan dushman hai aur kafiraun ka cost
•7:31-namaz ke liye zeenat karo
•7:33-behayayi haram
•7:46-alal aa'raaf
•7:51-deen ko khel tamasha banana jahannami ka kaam
•7:172-alasto beranbekum? Qalu bala shahidna "kya mei tumhara Rab nahi? Sub bole kyun nahi hum gawah hue"
7:175-Musa A.S. fight against jabbareen...bal am baa ur's community of Syria came to him..
7:178-jise Allah rah dikhaye....aur jise gumrah kare
7:179-kafir ins wo jin chaupayun ki tarah gumrah, us se badhkar gumrah
7:186-"maiyyudlelillaho fala hadiyalah" - "jise Allah gumrah kare, use koi rah dikhane wala nahi"
7:196•"Wohowa Yatawallassaaleheen"(aur woh nekaun ko dost rakhta hai)
8:58•"Innallaha la yuhibbul khayeneen"(beshak dagha Waley Allah ko pasand nahi)
8:66•"Wallaho ma'assabereen"(Allah sabr walaon ke sath hai"
8:72•wallaho bema tamaluna baseer(aur Allah tumhare kaam dekh raha hai)
8:75•"wa ulularhaame baduhum ula bebadin fikitabillah. Innallaha bekulle shaiyin aleem"(aur rishta wale ek dosre se zyadah nazdeek hain Allah ki kitab mei. Beshak Allah sub kuchh janta hai)
9:7•"Innallaha yuhibbul muttaqeen"(Beshak parhezgar Allah ko khush aate hain)
11:114•And keep the prayer established at the two ends of the day and in some parts of the night; indeed good deeds wipe out the evil deeds; this is an advice to those who heed it.
18:17*۞ وَتَرَى ٱلشَّمۡسَ إِذَا طَلَعَت تَّزَٲوَرُ عَن كَهۡفِهِمۡ ذَاتَ ٱلۡيَمِينِ وَإِذَا غَرَبَت تَّقۡرِضُہُمۡ ذَاتَ ٱلشِّمَالِ وَهُمۡ فِى فَجۡوَةٍ مِّنۡهُ ۚ ذَٲلِكَ مِنۡ ءَايَـٰتِ ٱللَّهِ ۗ مَن يَہۡدِ ٱللَّهُ فَهُوَ ٱلۡمُهۡتَدِ ۖ وَمَن يُضۡلِلۡ فَلَن تَجِدَ لَهُ ۥ وَلِيًّا مُّرۡشِدًا
اور جب سورج نکلے تو تم دیکھو کہ (دھوپ) ان کے غار سے داہنی طرف سمٹ جائے اور جب غروب ہو تو ان سے بائیں طرف کترا جائے اور وہ اس کے میدان میں تھے۔ یہ خدا کی نشانیوں میں سے ہیں۔ جس کو خدا ہدایت دے یا وہ ہدایت یاب ہے اور جس کو گمراہ کرے تو تم اس کے لئے کوئی دوست راہ بتانے والا نہ پاؤ گے.
87:17:وَٱلۡأَخِرَةُ خَيۡرٌ وَأَبۡقَىٰٓ
اور آخرت بہتر اور باقی رہنے والی،
•••••••••
8:58-kisi se dagha ka andesha karo tao unka ahad unki taraf fenk do.Dagha wale Allah ko pasand nahi.
8:60-unke dilon mei dhak bithao jo Allah ke dushman aur tumhare dushman hain.
8:75-rishta wale ek dusre se zyada nazdeek
•"You alone we worship and from You alone we seek help (and may we always)." 1:5
•"Wo zayyana lahumusshaitanu maa kanu ya'maloon" aur shaitaan ne unke kaam unki nigah mei bhaley kar dikhaye" 6:43
•Al-Quran: "Ya aiyyohallazina amanuzkorullah .uzkurullah zikran kasiraon Wo sabbehohu bukrataon wo aseela" (Ai iman walo Allah tala ka khub zikr karo khub aur Allah Taala ki tasbeeh padho subah shaam
•Hadith :"Kalimatani habibatani ilar Rahmani Wo Khafifatani alallisani wo saqilatani filmizani. Sub'hanallahi wobehamdehi subhanallahil azim"
•Tarweehatun 4 k baad raahat, Tarweehataan 4+4 k baad raahat, Taraweeh >8 rakat se zyada.
8 was salatullail offered in all months, even today salatullail azan aired in Madeena
•"Wallaho Yuhibbul Mutatahheren"(Taoba) (Aur Allah Ta'ala paak rahne walaon se mohabbat farmata hai."
•"Innama tunzero ..."You warn only him who follows the advice and fears the Most Gracious without seeing; therefore give him glad tidings of forgiveness and an honourable reward.(Yaseen)
•Huzur "Mann ahabbani faqad ahabbAllaha" (Mohabbat ke sath jo mujh se mohabbat kiya woh Allah se mohabbat kiya)
•"WamaiyyutirRasoolallah ...."
•"Wallahe la yumena ....hatta meon waledehi..."Bukhari
•"walakinni ...." Bukhari
•"Salasun..3 chizen jis ne pa liya woh iman ki lazzat pa liya :1.sub se zyada mohabbat Allah wo Rasool se 2.dunya mei jis se pyar Kate Allah k liye 3. Badmazhab se nafrat karey" Hadith
•"Sharabe ishqe Ahmad(SallallahoAlaiheWoSallam) ki ajab purkaif masti hai::Jaan dekar bhi ek boond mil jaye tao sasti hai"
•"Apne bachchaon ko 3 cheezein sikhao, 1. Meri Mohabat sikhao 2. Ahle Bait ki Mohabbat sikhao 3. Qur'an padhao" Hadith
•"
•AL-QUR'AN :-
ALLAH Jis Ko Gumraah
Kar De Usko Raah Batane Ko
Na
Murshid Mile Na Wali-ALLAH.
–(Sureh Ruku-14)
•"ala bezikrillah tatmainnal qolub" vs "fazkoruni wazkorokum...wazkoruni wala takferokum", hum zamin mei Allah aasmanon mei, lamakanon mei, farishton ke hujum mei. Yaad tum zamin mei mei qabr mei Mahshar mei..mei ya rabbi Allah ya abdi. - two ways=zikr,shukr
•Asad ibn zohra pehla juma khutba padhe
•"Innallazina...summastaqamu ...."Shane Bandagi, Shane Banda Nawazi? Bolna aasan par akhri dam tak qayam rahna mushkil...muthi mei chingari rakhne ki tarah, faraiz karo, ikhlas, yeh shane bandagi hai AND...Shane Banda Nawazi?
•wamaiyyureeduna
•ya aiyyohannabio jahedu ..kuffar mushreqeen munafeqeen...quran khud batata hai ghair maslak se koi talluq nahi
•Innal Muttaqeena Fi Maqamin Ameen ( Beshak Dar Waley Amaan Ki Jagah Mein Hai) ~44:51
•Therefore Purity is to Him in Whose Hand* is the control over all things and it is towards Him that you will be returned. (Used as a metaphor to mean Power). (Yasin)
•Torah about Mohammad Sallallaho Alaihe Wo Sallam "mauleduhu bemakkata wo muhajerohu taibato wo mulko bisshaam"
•You warn only him who follows the advice and fears the Most Gracious without seeing; therefore give him glad tidings of forgiveness and an honourable reward ~Yasin:11
• "Oofu bil-ahde innal ahda kana mas'ula" (ahad pura karo ke iss se sawal kiye jaoge)
•"wala taqrabuzzena innahu kana faaheshatan, WA saa'a sabila" (aur zina ke qareeb tak na jao. Beshak woh behayayi hai aur bahut hi bura Rasta)
• "Hunaleka da'aa Zakariyya Rabbahu"-pata chala Zakariya Alaihis Salaam ne Maryam RahmatullahAlaih ke paas khadey hokar bachche ke dua ki.
*Al Quran:30:11:"Wo Amma Be'ne'mate Rabbeka Fahaddith" (Apne Rab ki ne'matoun ka khoob charcha karo). Insan ki paidayish aur Zindagi ek nemat (Human Resource) hai.
No comments:
Post a Comment