Monday, December 31, 2018

Zikr-Theory

HOQUQULLAH•••••••••

A believer has important responsibilities towards both God and man. 
•ISTILAHAAT E TASAWWUF:
@Tasawwuf:Allah Kareem Jalla Shanahu se iss tarah mashghool hona ke tamaam lazzataun ko tark karke dilki umdah safai wa suthrai hasil karna aur fana fillah hojana
@Arkaane Tareeqat:
1.Zikr 
2.Fikr 
3. Mohasebah 
4. Muraqbah 
5. Raabta( Tasawwur e Shaykh):Murshid e kaamil ke zarye Allah Kareem se jo ta'alluq paida ho uss ta'alluq ko mustaqil istawar rakhna ke iss mei farq na aaney paaye.
6. Nisbat:
7. Fana Fee'Shaykh: Murshid e kaamil ka paiker ban jana
8. Haal: Ruhani mushahida ka kamaal
9. Qaal: Ruhaniyat ke ahwal ki guftagu ya bayan karna
10. Wake: "taqsha'irro minho joludullazina yakhshoona Rabbahum(AlQuran)"-Ajeeb wa gharib halat jiska ghalba mehmood hota hai.
11. Nasoot: Alam e shahadat
12. Malakoot: Alam e ghaib, rooh,farishtey
13. Jabroot: Safaat e Ilahi ka martaba
14. Lahoot: Zaat e bahat(khas zaat)
15. Al-Insaan: Insaan ma'addah aur ba'az mujarridaat (ruh,qalb, sarr,khafi aur akhfa OR LATAEFE KHAMSA) se murakkab hai.
16. Alam e Mujarredaat: Ma'addah aur miqdar donon se khali
17. Alam e Mithal: Ma'addah 
18. Alam e ma'addah: Ma'addah +Miqdar
19. Fana:
20.Fana-Alfana: Maqaam e fana ka sho'oor bhi na rahna
"Juz yaad e Dost har cheh kunee umar zaye' ast: Juz sirr e ishq har cheh bakhwani batalat ast :: Sa'di bashu laohe dil az naqshe ghair e Haq: Ilmey ke rah ba Haq na numayand jehalat ast"(Allah ke yaad ke siwa jo kuchh kiya hai umr zaye' ki : Ishq ke raaz ko samajhne ke siwa jo padha hai woh bekaar hai :: Apne dil ki takhti ko Haq ke naqsh ke siwa har shaye se saaf kar de: Woh ilm jo Haq ki rahnumai na karey woh jehalat hai)
???Yeh Maqam kaise hasil hoga??
"Ta'ammul dar aina e dil kunee :: Safai batadrez hasil kunee"(Dilke aa'ine mei ghaur wa fikr karte raho, ahista ahista safai hasil ho jayegi)
"Gham e jumla khur dar hawaye Yekey :: Mara'aat e sadd kun baraye Yekey" (Ek ki arzoo mei sab ka gham kha, aur Ek ke liye sab ka lehaaz kar)
•ISTILAHAAT E TAREEQA  E NAQSHBANDIYA:
@1. Hosh Dar Dam/@2. Nazar Bar Qadam/@3. Safar Dar Watan/@4. Khilwat Dar Anjuman/@5. Yaad Karad/@6.Baaz Gasht/@7. Nigah Daasht/@8. Yaad Daasht/@9. Waqoofe Zamani/@10. Waqoofe Adadi/@11. Waqoofe Qalbi
"Naqshe Bunde Alam Naqshe Mara Beband:: Naqshe Chunaan Beband Ke Gowenad Naaqshe Bund"
•Sufi ke ahwaal wa afkaare aamaal wo auraad ki sehat aur ilme tasawwuf ki estalahaat jo Qur'an wa Ahadeeth mubarakah se sabit hain: "•Tazkiyah wa Ehsaan •Taubah •Astaghfaar •Sabr wa shukr•Tawakkul •Istaqamat•Akhlaqe Hasanah •Fikr wa Tafakkur•Taqwa •Khashiyate Rabbani•Mujahedah •Hubbe Ilahi•Zikr wa Doa •Raghbat wa Ruju' ilallah•Baim •Raza•Faqr"
•"Sachche Imaan (dil ko aamadah karne waley yaqeen wa aqeedah ke aetbar se dikhein tao. Ya'ni Allah Ta'ala ko bakhubi pehchan ne aur Uss par roz afzoon aetmaad ka naam hai) Aur Mukammal Islaam ( Zahiri solook aur amal ke aetbar se dikhein tao. Ya'ni Allah Ta'ala ki hidayat ke samne mukammal khud supurdagi aur uski raza joi ka naam hai) ka Laazimi natija Ehsaan ( wazey imaan aur saleh amalke imtijaz wa aamizash ke aetbar se dekhein tao. Ya'ni ehsan ek martaba hai jahan imaan aur islaam ke anasir ke ekatha hokar mukammal yaqeen aur nek aamaal zahir hote hain ) ki shakal mei zahir hota hai"-Hadith e Hazrat Umar-Jibreel A.S. Ki, Muslim Shareef, V1P1, Tazkerah e Mashaikh e Azaam)
•Huzur SallallahoAlaiheWoSallam ki puri hayaate Taiyyeba adl o ehsaan, sidq o safa, mohabbat o rahmat, fiqr o ikhlaaq e hasanah ka haseen paikar thi, as mentioned by Allah Subhanahu WoTa'ala "innaka la'ala khuluqin azeem"
•Aur ikhlaaq e hasanah ki paikar e jameel ki ittaba ka hukm Allah Ta'ala ne yun diya hai "laqad kaana lakum fee Rasoolullahe uswatan hasanah" aur sufiya isi sunnat e hasanah ki tattaba ko tareeqat ya tasawwuf kahte hain.
•"Tamaam makhluq ke liye Allah SubhanahuWoTa'ala tak pahunchne ke raaste bund hain siwaye un buzrugon ke raaste ke jo Rasoolallah SallallahoAlaihe WoSallam ke naqshe qadam par chaley"-Hazrat Junaid Baghdadi R.A., mentioned by Hazrat Khwaja Ghareeb Nawaz in p16, as stated in Tazkerah e Mashayekhe Azaam P26)
•"Ittaba e Sunnat ke baghair har amal batil hai"-(Hazrat Ahmad Alhawari R.A., Tazkerae Mashayekhe Azaam P30)
•Mard e Khuda aagah jab apni zindagi aur tamaam kar o bar e zindagi ko marzi e haq ke tabe'y bana deta hai tao iss hadeeth e qudsi ka misdaaq banjata hai, Rasoolallah SallallahoAlaiheWo Sallam ne farmaya"Allah Ta'ala farmata hai ke jo bandah apni ta'atoon se mere qurb ko talash karta hai tao Mei uss se mohabbat karne lagta hun, yahan tak ke mei uska kaan banjata hun jis se woh sunta hai, aur uski aankh banjata hun jis se woh dekhta hai, aur mei uska hath banjata hun jis se woh pakadta hai, aur paun banjata hun jis se woh chalta hai" -(Bukhari, Kitabur Riqaaq, baab e tawazu).
•Duty towards Allah:  means believing in Him with all His attributes, worshipping Him, regarding himself accountable to Him; and making himself ready to carry out wholeheartedly any such demands that God may make upon him. 
1•TASAWWUR: This certainty (yaqîn) is strengthened and beautified by certain causes:
A) From the greatest of these causes is perfecting ones attentiveness and careful listening to the “signs” of Allah (the Qur’ân) and the narrations of His Messenger, His Chosen One, with humility, submissiveness, exaltation and reverence.
B) Then, reflecting on and looking at the realms of the heavens and the earth and what is contained in them of indicators towards the immensity of the Maker and His awesomeness, majesty, knowledge and encompassment.
C) Then, reflecting deeply about the journeying to Him, the affairs of the Hereafter, the affairs of the life in the barzakh, the affairs of the grave and what happens to its people, and the affairs of the gathering and resurrection.
D) And pondering on the stories of the prophets and messengers, may Allah bless them and grant them peace.
E) And reflecting upon the various (and numerous) blessings that He has bestowed upon us. This should be repeated over and over again in the mind until a light flashes in the heart that causes shyness in front of this Bestower who has bestowed the greatest of blessings, in spite of our boldness in front of Him.
F) And reflecting on the fact that we have not upheld the right of His Lordship, while at the same time we have laid ourselves open to His wrath by preferring our desires and lusts in many of our situations and conditions. This will help us to develop brokenness in front of Allah, blessed and exalted is He, and for His sake.
G) Then, persevering in the daily Salâh, with the congregation, as well as the supererogatory prayers and Sunnah prayers, especially the Sunnah prayers that are performed before, and or, after every Salâh:
a) Two rak’ahs before the Subh prayer 
b) Two or four rak’ahs before and after the Dhuhr prayer (in the hadith it says, “Whoever is consistent in performing four rak’ahs before Dhuhr and four after it, Allah will make his hair and his skin forbidden (haram) for the fire of Hell.”) 
c) Four before the ‘Asr prayer (in the hadith it says, “May Allah have mercy on the person who prays four rak’ahs before ‘Asr.”) 
d) Two rak’ahs after the Maghrib prayer 
e) Two rak’ahs before and after the ‘Ishâ prayer. Then the Witr prayer, the least of which is three rak’ahs 
Also, the Duhâ prayer (which is in the morning, after the sun has risen).
All of these prayers should be observed with the utmost concentration and humility.
H) Everyone should have a portion of Qur’ân that they recite everyday, as well as a portion of Dhikr, which has been narrated to us from the Sunnah, in the morning and the evening. And from amongst what has been abridged in that regard is Al-Wird Al-Latîf, by Imâm Al-Haddâd. This is a collection of great prophetic traditions and devotions.
I) Also, reading the books of the righteous (scholars and friends of Allah).
J) (We add to) what we have mentioned, sitting with those whom one’s faith is increased by sitting with them, from amongst those who are characterized by praiseworthy qualities
Sent from my Windows Phone

No comments:

Post a Comment