Monday, February 26, 2018

Ashaar e Sadi R.A.

*"Agar khwahee naamat boowad dar jahaan :: Makunn neyk naam e buzrugaan e nehaan"- Shaikh Saa'di R.A.(Boostaan)
(Agar tum chaho ke ke dunyan mein naamwar ho jaao :: Tao apne apne buzrugoon ke naamaon ko posheedah na karo( inka khub khub charcha karo)

*"Abr wo baad wo mah wo khursheed wo falak dar kaarand : Taa tu naan e bakaf aari wo baghiflat na khoree :: Hamah az bahr e tu sargashta wo farman bardaar :  Shart e Insaaf na baashad ke tu farmaan naree" (Baadal, hawa, maahtaab, aaftaab aur aasmaan apne kaam mei masroof hain : Taa ke tu rizq mohaiyya karey aur tera khana ghiflat ke saath na ho :: Saari cheezein tere waastey sargardaan aur hukm ke tabey' hain : Yeh khalaaf e insaaf hoga ke tu farmabardar na ho) -Shaykh Sharfuddin Sa'di R.A.

No comments:

Post a Comment